
On Amitabh Bachchan’s birthday, let’s take a look at some of his most memorable dialogues in films.
- Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye sidhi tahrah khade raho – Janjeer
- Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata – Deewar
- DON ki talaash gyarah (11) mulkon ki police kar rahi hai, par DON ko pakadna mushkil hi nahi naa-mumkin hai – Don
- Jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain – Kaalia
- Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah – Shahenshah
- I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow! – Namak Halal
- “Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye leekh diya tha..ye..” Deewar
- Chain khuli ki main khul ki chain – Satte Pe Satta
- Main aur meri tanhaai – aksar ye baatein karte hain… – Silsila
- Daaru peene se liver kharab ho jaata hai. – Satte Pe Satta
- Anand mara nahi, Anand marte nahi – Anand
- Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – Kabhi Kabhie
- “Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal…” Agneepath
- Uff tumhaare usool, tumhaare adarsh. Kis kaam ke hai tumhaare usool. Tumhaare saare usoolon ko goond kae ek waqt ki roti nahin banaai jaa sakti, Ravi – Shakti
- Apun woh kutte ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun seedha nahin hota! – Laawaris
- Jo mard hota hai, usey dard nahi hota – Mard
- Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho – Sharabi
- Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf. – Sarkar